Dard Shayari Collections
Dil Jab Bilkul Toot Jata Hai To Aapko
Yaad Karte Hain
Apna Samajh Kar Dil Ki Har Baat Karte Hain
Nadan Samajh Kar Maaf Kar Dena
Jo Anjane Mein Kabhi Aapko Pareshan Karte Hain..
Yaado Mein Teri Tanha Baithe Hain
Tere Bina Labon Ki Hasi Gawa Baithe Hain
Teri Duniya Mein Andhera Na Ho
Isliye Khud Ka Dil Jala Baihte Hain..
Woh jante hai ki hum unke intezaar mein hai,
Issliye shayad woh der laga rahe hai,
Waqt guzarta nahi unke bina hamara,
Yeh jante hue bhi hame sata rahe hai,
Na jane kya milta hai unhe hame yun sata kar,
Jo intezaar kara kar bhi woh muskara rahe hai. ..